Pakora karhi.
You can have Pakora karhi using 13 ingredients and 4 steps. Here is how you achieve it.
Ingredients of Pakora karhi
- You need of Lasi sawa kilo ghar ki bani.
- Prepare 1 of paoo dahi.
- You need 2 cup of besan.
- It's 4 of hari mirch.
- It's 2 tbsp of pisi lal mirch.
- Prepare of Adha tsp dhania powder.
- Prepare 1 tsp of bhar ke haldi.
- It's 2 of piyaz.
- Prepare 1 tbsp of sabit zeera.
- You need 2 tbsp of lehsan adrak pisa hoa.
- Prepare of Namak hasbe pasand.
- It's of p.
- You need 4 of .
Pakora karhi step by step
- Dahi lasi ko achi tarhan phant lane. 2 jug pani dal ke mix krne ab tamam masale bht achi tarhan mix krne.tez anch pe rakh ke musalsal chamcha chalte rahne jab tak uball na ajye chora nahi warna dahi phat jaye ga. Jab uball ajye tu anch kam kar dane ab namak dal dane.khiyal rahe namak uball ane ke baad dalna ha ab is ko 3 ghanta pakne dane. Garhi hone lagye flam off kar dane.
- Pokre ke ajza....4 cup besan 2 piyaz kat lane 1tsp sabit zeera.2 chotki ajwain lal mirch 2tsp namak hasbe pasand.4hari mich kati hoi.1tbsp hara dhania pani dal ke mix krlane bht patla nahi ho besan... pakore bana ke karhi mein dal dane chamche se pokron ko karhi mein mix krne halke hath se aur dhakan laga dane.
- Ap ke pokre is tarhan karhi mein dalane gaye.
- Bhagar ke ajza. Aik bari piyaz barik kat lane lehsan 5 kali ko barik kat lane.zeera sabit 1tsp sabit lal mirch 6 curry pate10se 15...meethi dane 8....thora sa sabit dhania...in sab ka tarka laga dane upae se hara dhnia dal ke chapatti ya chowel se khayane.